Poem on the death of a soldier in a ceasefire violation

by Ravi Nitesh (India)

aaghazedosti indopak

Source: Internet

Vo ek jawan jo kal tak mustaidee se khada tha wahan, 
Vo hind ka ho ya pak ka, par data tha wahan,
Use sikhaaya tha tumne ki apnee zameen se pyaar karo,
Waqt aa jaaye toh apnee jaan desh par qurbaan karo,
Bade fakra se usne shareer par khaayeen goliyan,
Nahee maloom usko , ki siyasatein laga rahee boliyan,
Naam ram ho ya raheem ho, farak kya padta hai,
Sarhad-e-hind ho ya pak ho, farak kya padta hai,
Khoon wahee hai, rang wahee hoga,
Jis maa ne khoya beta, usko dard wahee hoga,
Tum uske dard se apna naata tod lete ho,
Sirf zameen ke waaste, insaniyat se muh mod lete ho..

Advertisement

About aaghazedosti

Aaghaz-e-Dosti is an Indo-Pak Friendship Initiative

Posted on August 6, 2013, in Poems and tagged , , , , , , . Bookmark the permalink. Leave a comment.

Any thoughts?

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s

%d bloggers like this: